Monday, December 26, 2011

In a haze



Everyone feels like a stranger sometimes,

In the midst of a friendly crowd,
Lost in a private world,
Everyone's from somewhere.

How does need play any part..
How does a voice make a difference..
How does the world call you back..
Wanting and yet not to be out.

© Dipti Agarwal

24th December 2011

Friday, December 16, 2011

when thoughts come back to bite you




Awaazein sunne ko betab hue hum

Pyar bhari ya nafrat ki koi

Kaano mein ahat bhi na padi

Aur door ho gaye hum.

Chehre pe chamki udasi jaise

Koi milke bhi pas na aaya

Hazaron ke beech kho gaye hum

Akele yun bhi tanha aise.


© Dipti Agarwal

16th December 2011


Perfect song that fits: One and Only by Adele


Tuesday, October 18, 2011

Raftaar



Ud chali hawa,
Yadon ko meri lekar,
Hum reh gaye,
Kahin gumsum rehkar.

Ud chali hawa,
Kuch yun kehkar,
Dil tham gaya,
Wahin tanha hokar.

Beh chali hawa,
Waqt ko khatam kar,
Shaam ka alam,
Aur hum bekhabar.


© Dipti Agarwal

14/10/2011

Saturday, September 17, 2011

Khwabon ke Ishaare


Dil mein kuch armaan liye,

Man mein kuch sawaal liye,

Nikal pade bina khayaal,

Jannat ki ik khoj mein.


Palkon mein kuch sapne liye,

Nazron me kuch lamhe liye,

Chalte rahe bina behke,

Jannat ki ik khoj mein.


Kisi mod par mehram ho gaya koi,

Aur kahin tanha reh gaya koi,

Manzilen mil gayin kahin raahon mein,

Jannat ki is khoj mein.



© Dipti Agarwal

15/09/2011

Friday, September 9, 2011

just a simple thought.... "Believe"


Some lessons to learn in gratitude,

Some to learn in faith,

Some more to learn of giving,

And life, is beautiful!


Some lessons to learn in humility,

Some to learn in sharing,

Some more to learn of acceptance,

And life, is beautiful!


This life is about loving,

There’s more to it than just breathing,

Open your heart to everything,

And life, is beautiful!



© Dipti Agarwal

08/09/2011

Sunday, September 4, 2011

Khamoshiyon ke Sawaal

Yahi chaand ka dekha hoga toone wahan,

Jo yahan dekha maine apne aasman mein,

Kya tujhe meri yaad aayi hogi,

Aaj uski iss haseen aad mein?


Chandni mein bheegi hue kuch sawaal,

Jo dekhe aaj maine teri aas mein,

Kya toone bhi kuch pal yun,

Bitaaye aaj mere khayalon mein?


Par mere ambar par abhi badal aa chhaya,

Lamha kuch guzra yun sawalon mein,

Kya meri chandni barsegi tujhpar,

Ya milenge hum sirf dooriyon mein?


© Dipti Agarwal

15/08/2011

Betabiyan hone ho hai



Dil ki dabi zuban ko zara suno,

Wo keh raha raaz hai,

Use khulke ehsaas lene to do,

Koi aa raha paas hai.


Man ke sureele labzon ko zara suno,

Wo keh raha raaz hai,

Geeton ko saazon mein dhalne to do,

Koi aa raha paas hai.


Uss adhoore hisse ki khabar to zara suno,

Jo keh raha raaz hai,

Uss ajnabi ko apna hone to do,

Woh aa raha paas hai.


© Dipti Agarwal

15/08/2011

Monday, July 25, 2011

...and another one for OD'ing :)


Bin Tere (Reprise) - I Hate Love Stories

Teri Nigahon ke
Teri hi raahon ke
Kareeb se gai zindagi
Tujhe kyun dekha na
Tujhe kyun jana na
Shikayatein karun ya nahi
Thami hai yeh saasein
Bhari hai yeh aanhkein
Sahu kaise abb yeh fasla

Bin Tere Bin Tere Bin Tereeee
Koi khalish hai hawaon mein
Bin Tere
Bin Tere Bin Tere Bin Tereeee
Koi Khalish hai
Hawwaon mein Bin Teree


Kuch bacha hi nahi darmiya
Saaans leti hai abb yeh dooriyann
Dil nahi janta raahon mein
Haath se haath chuthe the kahan
Kyun Nazar ke kinaare
Tutte hai khwaab saaare Tu bata
Suna suna sama hai
Khali khali jahan hai aab mera

Bin Tere Bin Tere Bin Tereeee
Koi khalish hai hawaon mein
Bin Tere
Bin Tere Bin Tere Bin Tereeee
Koi Khalish hai haawaaon mein bin tere

Thursday, February 10, 2011

Shangri-la

Picture Courtesy: 1x


I see pretty cars go by,

Shimmering in the heat,

The open sky reflects blue,

Beckoning from above.


I see noisy motorbikes go by,

The rider thundering on,

Somewhere awaits his lovely girl,

Beckoning from afar.


I keep walking past life,

Missing the bridges of destiny,

My kingdom is not of this world,

And I keep walking, wishing, dreaming.



© Dipti Agarwal

10/02/2011

Saturday, February 5, 2011

Blazing Down


Torn in two

Can’t see the other

Burning away alone


Torn in two

The halves incomplete

Always burning away


Torn in two

Dying is easier

Burning forever away


Torn in two

The flames rise up

Burning burning burning

Nothing returns to nothing


© Dipti Agarwal

03/02/2011


Inspired from “Ring of Fire” – Johnny Cash

Thursday, January 13, 2011

Being Human


There’s a mermaid on my ceiling tonight,

Bereft of her beloved sea.

She hides her face in her hands,

Her hair comes down to her knees.


Full of despair, she cries out-

He’s so far away from me tonight,

I’m so far away from love tonight,

The distance- too long to bridge.


The faith has dried up in me,

Flowing into salty seas.

The shadows fade on wall by dawn,

And I wake up... alone again.



© Dipti Agarwal

20/01/2011


PS: Thanks to Google Images for the perfect image :)